How to check mobile SAR level


please click this video and subscribe to this channel





Subscribe๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

https://youtube.com/channel/UCq04giERumJ-usqnFWMLq5w



Dosto aaj ke es post me main bataunga ki aap apne phone ka SAR level kaise check kar sakte hain friends yah post Jyada badi hai nahin please is post ko pura padhega


Doston aap log Jaisa ki Jante Hain Ki India mein SAR level Jo chamta hai bo hai 1.6wkg hai main app ko batadu ki Jo SAR level ki full from hoti hai bo hai specific absorption rate aab main app ko batauga ki app apne mobile ki radiation chamta kaise pata kare


Step-by-step bataunga

Step 1 

Jab app phone lete hai tab app ke phone ka Jo box hota Uske side main ya niche ki or SAR level likha hota hai


step 2

Ager app ke pass phone ka box nahi hai tab bhi app apne phone ka SAR level check kar sakte hai uske liya app ko apne phone ke dial pad me app ko ek number seach karna hai bo number hai *#07# yah number app apne dial pad me search kar ne ke bad app ke samne maximum SAR level a jaega

Dosto kuch phone me yah number nahi search hota hai kuch phone main app ko setting me SAR level ka option diya jata hai app phone ki settings me search bar main SAR level seach kare ge to app ke samne app ke phone ka maximum SAR level a jaega

Ek baat aur batadu ki app ke phone ka SAR level jitna Kam hoga app ka phone utna hi app ke body and head ke liye safe hoga


Ager app KO yah post acchi lagi ho to please comment kare

Dosto ager appko mere YouTube channel per jana hai to app KO niche jo link hai app use jab paste Kar ge tab app KO YouTube ka option mage ga jab app YouTube per click kare ge tab app mere YouTube me puch jaye ge 

App se reguest hai ki app mere YouTube channel KO subscribe Kar le please


https://www.youtube.com/channel/UCq04giERumJ-usqnFWMLq5w


Comments

Popular posts from this blog

What is hacking in hindi

How to send my phone display to another phone