How to check mobile SAR level
please click this video and subscribe to this channel Subscribe👇👇 https://youtube.com/channel/UCq04giERumJ-usqnFWMLq5w Dosto aaj ke es post me main bataunga ki aap apne phone ka SAR level kaise check kar sakte hain friends yah post Jyada badi hai nahin please is post ko pura padhega Doston aap log Jaisa ki Jante Hain Ki India mein SAR level Jo chamta hai bo hai 1.6wkg hai main app ko batadu ki Jo SAR level ki full from hoti hai bo hai specific absorption rate aab main app ko batauga ki app apne mobile ki radiation chamta kaise pata kare Step-by-step bataunga Step 1 Jab app phone lete hai tab app ke phone ka Jo box hota Uske side main ya niche ki or SAR level likha hota hai step 2 Ager app ke pass phone ka box nahi hai tab bhi app apne phone ka SAR level check kar sakte hai uske liya app ko apne phone ke dial pad me app ko ek number seach karna hai bo number hai *#07# yah number app apne dial pad me search kar ne ke bad app ke samne maximum SAR level a jaega Dosto kuch phone me y...